Love Hindi Shayari Sms difinition
source(google.com.pk)
Waqt guzrega hum bikhar jayenge,
kaun jane k hum kidhar jayenge….
Hum apki parchayi hain yaad rakhna,
jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge…
Dil Se Dur Jinhe Hum Kar Na Sake
Paas Bhi Unhe Hum Kabhi Pa Na Sake
Mita Diya Pyar Jisne Hamara Dil Se
Hum Unka Naam Likh Kar Bhi Mita Na Sake…
Har baat samjhane ke liye nahi hoti,
Zindagi aksar kuch paane ke liye nahi hoti,
Yaad aksar aati hai aapki,
Par har yaad jatane ke liye nahi hoti.
Koi chand se mahobbat karta hai
Koi suraj se mahobbat karta hai,
Hum unse mahobbat karte hai
Jo hum se mahobbat karte hai…
Ye shayari likhna unka kaam nahi,
Jinke dil aankhon mein basa karte hai.
Shayari toh voh sakhas likhte hai,
Jo sharab se nahi, kalam se nasha karte hai…
Kehete hai pyar karne wale pagal hote hai
Aur jinka dil gehere pyar mein dooba hota hai
Aur jo bhi kuch bol dete hai
Wo khud ba khud shayari ban jati hai…
Waqt Hai Jhonka Hawa Ka Aur Hum Peeley Pattay
Kon Jaane Agle Lamhe Tum Kahan Aur Hum Kahan……!!
`
Humne bhi sadke lutaaye they jee jaan se un par..
Kya maloom tha ae dost, ghame tanhaai ka yahi aagaaz hota hai……….
`
Mat kar khaak k putley pe gharoor-0-beniazi itni…
Khud ko khudi mein jhaank kr dekh tujh mein rakha kya hai!
`
Jo fursat mile to chand se Mere dard ki kahani poch lena,
Ek wohi to hai hamraaz mera tere so jany k baad.
`
Hum se bewafai ki inteha kya pochtey ho???
woh hum se pyar seekti rahi kisi 0r k liye.
`
Har waqt ka hasna tujhe barbaad na kar de ,,
Tanhayii ke lamhon mein kabhi ro bhi liya kar,,
`
Dil to karta hai zindagi ko kisi qaatil k hawalay kar doon,
Judai mein ye roz roz ka marna mujhay acha nahi lagta…
`
Meri Yaadon Se Bach Nikley To Vaada Hai Mera Tujhse,
Main Khud Duniya Se Keh Donga Kami Meri Wafa Main Thi.
`
Us K Hath Par Apna Naam Dekha To Main Boht Khush Hua,
Wo Bare Masoom Se Lehjey Me Boli Tery Hum Naam oR Bhi Hain..!!!
`
Janey Kis Gham Ko Chupaney Ki Tamanna Hai Usy..
Aaj Har Baat Pey Hansty Hue daikha Usko…!
`
Tumharey baad baqi to Sab theek hai lakin,
Jahan dil tha kabhi .. Pehley ….wahan ab dard rehta hai..

No comments:
Post a Comment