Best Of Hindi Sms Definition
source(google.com.pk)Ghum Ki Aahat Bhi Na Aye Tere Dar Poar
Pyar K Samander Ka To Bhi Ek Kinara Ho
Kabhi Bhool Se Jo Tapke Teri Aankh Se Moti
Thame Wo Jo Tujhe Sab Se Pyara Ho
Din Jo Guzar Gaye Hai Yunhi
Raat Bhi Dhal Gayi Hai Yunhi
Koshish Tho Bahut Ki Dil Ne
Zuban Pe Baat Rah Gaye Yunhi..
Dua Karein Ke Sabko Rehmat Ki Chaoon Mile
Ilm o Amal HoYaksan Un Ki Shafat Mile
Umer Guzray Chahe Sharq o Gurb Mein
Mout Aae Madine Mein Baqaei Mein Jaga Mile
Dosti Toh Sirf Ek Ittefaaq Hai,
Yeh Toh Dilon Ki Mulaakaat Hai,
Dosti Nahi Dekhti Yeh Din Hai Ki Raat Hai
Isme Toh Sirf Wafaadaari Aur Jajbaat Ha
Dewangi Se Km Na Thi Kuch Apni Justju,
Hm Bewafa Jahan Me Wafa Dhondte Rahe,
Mehromion K Dor Me Kin Hasrton K Sath
Hm Aalo Ki Biryani Me BOTI Dhondte Rahe
Chand Se Roshni Ziyada Or Sitaron Se Kam Nikle.
Wah! Wah!
Chand Se Roshni Ziyada Or Sitaron Se Km Nikle.
Jab Bhi Me Tuje Dkhon Meri Hansi Ek Dam Nikle
Ha Ha
Har Sal Hum Kuch Sochtey Hein
Kabhi Tum Ko Door
Kabhi Pass Patey Hein
Har Sal Tumhe Kuch Naya Deney Ki Try Kartey Hein
Aur Sal Gift Aur Dua Detey Hein
Ghum Ki Aahat Bhi Na Aye Tere Dar Poar
Pyar K Samander Ka To Bhi Ek Kinara Ho
Kabhi Bhool Se Jo Tapke Teri Aankh Se Moti
Thame Wo Jo Tujhe Sab Se Pyara Ho
No comments:
Post a Comment